Math Problem Statement

Labour rate 40 rupya per square feet Glass ke ek square feet ka rate 90 hai 77mm Door Sash ke ek feet ka Rate 80 rupaye है 84mm door sash ka rate 90 rupya hai 2 Track ya 3 track ka outer nikalne ke liye. Width*2 + height*2 करो door sash ka total feet nikalne ke liye ye kro : 2 Track sliding window ke liye width Ko 2 baar plus krke aur height ko 4 baar plus krke add kro fir 2 Track outer Frame के 1 फिट का rate 80 है isi hisab se total amount calculate krna hai . Aur 3 track ke liye width ko 3 baar plus krke aur height ko 6 baar plus krke add krlo sab ko. 3 track outer Frame ke 1 feet ka rate 110 है Fir jaise rate bataya hu us hisab se multiply krke paisa nikalo Glass ke total square feet nikalo inch ke sizes se fir 90 rupaye per square feet se multiply. Labour ke liye total square feet nikalo fir 40 se multiply kardo. Fir last me sab add kro toh window ka rate nikal aayega. 3 track sliding window me jaali yani mesh ke liye glass vala jitna square feet aaye us feet ka half krke 30 rupya se multiply kr dena,aur isko bhi add kr lena. Aur 1200 rupaye ka hardware add krlo. Fir in sab ko mila ke total paisa aa jayega toh us final paisa me 20% margin add kr dena. Fir jitna amount aata hai usko total square feet jo ayega us se divide kr dena toh 1 square feet ka rate nikal aayega. Is hisab se 78 width aur 73 height aur 51 width aur 63 ke in dono window ka jisme 77mm ka door sash hai 3 track sliding window hai ka quotation nikalo.

Solution

Ask a new question for Free

By Image

Drop file here or Click Here to upload

Math Problem Analysis

Mathematical Concepts

Geometry
Arithmetic
Unit Conversion

Formulas

Area calculation formulas
Perimeter calculation formulas

Theorems

-

Suitable Grade Level

Adult